Sunday, January 26, 2020

Powered by Blogger ko Kaise Remove kare A To Z Information

By:   Last Updated: in: ,

 Hello Blogger Aaj Is Post Me Ham Batane Wala Hu . Ki Blog Me Powered By Blogger Ko Kaise Remove Kare Iski Puri Jankari In Hindi Me To Chaliye Janate Hai . 

Powered By Blogger Remove Karne Ka Phayada Kya Hai .

Isse Har Kisi Ko Yah Pata Chal Jata Hai Ki Ye Website Blogger Platform Banaya Gaya Hai or Jab Vo Visitor Ko Aapke Site Ke Bare Me pata Chal Jata Hai ki Ye Site Free Platform Par Banaya Gaya hai To Ab Aate Hai Aapne Topic Ke Upar Or Sikhte Hia Ki Powered By Blogger Ko kaise Remove Kare . Isse Pahle Powered By Blogger Kya Hai Iske Bare Me Jan Lete Hai Taki Hame Yah Pata Chal Jayega Ki Isse Remove Karne Se Kya Phayada Hoga Or Kya Nukasan Hoga . 

Powered By Blogger Kya Hai 


Ye Problem Hamare Saath Sirph Blogger Platform par Dekhne ko Milta Hai jo Ki Blogger Ke Sabse Niche Likha Hota . 

Agar Aaap Blogger Par Paid Template Use Karte Hai To Aapko Yah Dekhne Ko Nahi Milega Agar Aap Free Template Ya Blogger Par Jo Template Pahle Se Diya Huya Hai Vo Use Karte Hai To Hame Ye Problem Hota Hai ye Koyi bada Problem Nahi Hai Aap chahe To Ise Remove Karke Aapne Website Ka Name Bhi Use Kar Sakte Hai iski Jagah Par jo Aapke Copyright Ka Kam Karega .

Powered by Blogger Kaise Remove Kare


Friend Agar Aap Aapne Website , Blog Ki Tarh Site Banana Hai To Aapko Is Future Ko Hatana  Padega Jo Ki Bahut Asaan Hai . 


Powered By Blogger Ko Hide/ Remove Kaise Kare 


Blogger Platform Par Powered By Blogger Remove Ya Delete Karna Bahut Aasan Hai Sirph Aapko Mere Diye Gaye Step Ko Follow Karna Hai . 

Isse Hide Ya Remove Karne Ka 2 Tarika Hai jo Me Aapko Dono Tarike Ke Bare Me Batane Ja Raha Hu . 

Type -1.  Powered By Blogger widget Ko Delete Kaise Kare 


Step : 1 Sabse Pahle Blogger Ke Dashboard Me Jaye Or Leyout Par Click Kare . 

Blogger layout Option
Step :2 Uske Bad  fir niche jo Attribution naam se widget hai uski edit button par click kare Jaisa Ki Image Me Upar Dekh Pa Raha Hai . 

Step :3 Ab Aapke Samne Dusra Windows Khulegi Jo Ki Kuch Is Tarh Ka Hoga Jo Aap Screen shot Me Dekh Rahe Hai . Jo Ki Aapko Remove Par Click Karna Hai . 
Powered by Blogger Remove karne Ka Tarika
Agar Aapko Remove Ki  Option nahi Show Ho Raha Hai To Samjhna lena Ise Darect Delete ya Remove Nahi Kar sakte Hai yani ki is Future Aapka Locked Hai Ise Aapko Unlocked Karna Padega uske Bad Hi Ise Hata Payega . 


Step : 4 Is Future Ko Unlock Karne Ke liye Edit Template me Jana Hoga uske Bad Kuch Is Tarh Najar Aayega Jo Aap Niche Dekh Raha Hai .

Isme Aapko Jump To Widget par Click Karna Hai Uske Bad Attribution1 par click kare

Step :5 Ab Aap Attribution Code Par Chale Jayega Thik Uske Samne Locked='True Najar Aayega True Ki Jagh Aapko false Add Karna Hai 



Ab Aapko Template Ko Save Kar De 

Last Step Ab Aapko Phir se Blogger Ke dashboard Me Jana Hai . Uske Bad Layout Me Phir Attribution phir Edit Par Uske Bad Asani Se Remove Kar Payega . 
Ab Aapko Remove Par Click Karke Ise Hata Sakte hai . 

 Friends , Yahi Tha Sabse Achhi Tarike Jisse Ham Powered By Blogger Ko Remove Kar sakte hai . Agar Aapko Isme Koyi Problem Aa Raha To Aap Comment Me Bataye . 



8 comments:
Write comment