Is article me Ham sikhenge ki aap Apne Android phone se call ko forward kaise kar sakte hain vah bhi Bina Kisi app ya Kisi complicated code ke Hindi ME Help Mein aapka swagat hai hello namaste mera naam pradeep hai
Aap kayi bar Ham busy hote hain kam meeting ya padhaai Ke Karan calls Nahin Le paate Hain Aise Mein Aapni phone per aaye cal miss Na Ho iske liye UN calls ko forward kiya Ja sakta hai Kisi dusre number per kaise aaye dekh Lete Hain .
call forwarding kaise kare
Kisi bhi Number par Calls ko Forwarding Karna bahut Asan hai Bas aapko Aapne Mobile me Kuch Settings Karna hota hai jo me Aapko step by step Bata raha hu .
Step 1 : sabse pahle Aapne Mobile ke keypad Me jaye or 3 Dot par click Kare. Uske bad setting par jaye .
Step :2 ab Aapne samne Dusra page open hoga isme aap supplementary service par click Karna hai
Step : 3 supplementary service par click karne ke bad Call forwarding par click kare
Step : 3 supplementary service par click karne ke bad Call forwarding par click kare
Step : 4 ab agala page me 2 Option milega voice call our dusra Video call Aapko voice call par click karna hai .
Step :5 last Page me Aapko aapna number dalna Hai Jis number par Aapna Call forwarding karna Cahate hai .
Always forward par click karte hi Aapko Ak number manga jayega jis number par apani calls lena cahate hai . Us Mobile number dail Kare or enable par click kare .
Chahe to aap Sidha hi jo upar wale option hai always forward use select kar sakte hain aur aapki sari calls Hamesha forward ho jayegi lekin forwarding karne se pahle aapko yah niche 3 options Samjha deti hun ise enable karne ke bad kya hota hai hai .
Forward when busy:- To jab aapka phone busy hoga agar aap Kisi Aur se baat kar rahe hain to call forward ho jayegi
Forward when unanswered :- koi call ka jawab nahin diya to Fir call forward ho jayegi aur Aakhri option hai agar aap Kisi Aise area Mein Hai Jahan per ki network Nahin Hai Aapka phone unreachable a raha hai ho sakta hai ki aapka phone switched off Ho Aisi sthitiC all forward Ho Jaaye
Call forwarding band kaise kare
per Agar forwarding Ko hatana Ho To Kya Karen to ise hatana bahut simple hai .
Ham Dobara se Yahan per call forward click kar lete hain aur uske bad yah always forward wala menu khul khul jayega bus Hamen isase turn off kar dena hai Hoga yah ki job call forwarding Hai vah band ho jayegi ho jayegi
Aap apni zaroori calls miss Nahin Karenge aap unhen aasani se forward kar sakte hain bus Kuchh 30 seconds Mein ummid Hai is post se aapko fayda Hoga friend aaj hamne sikha ki call forwarding kaise kare or Call forwarding Band kaise kare agar aapko yah post Accha laga to comment jarur kare . dhanyvad
1 comment:
Write comment