Paytm se money transfer kaise kare Bank account me Yah ham sab Janate hai ki ak Paytm wallet Se dusre Paytm wallet Me Money Transfer Kar sakte hai or Ham dusre paytm wallet Se Aapne wallet Me Paisa Le Bhi sakte hai . Agar Aap Paytm ke Old User Hai To Aapko sab pata Hi hoga Agar Aap Paytm ke New user Hai To aapko Ye Option ko Samajhne Problem Aa raha hoga New User Ke liye yah Post Bahut Help karega . Kiyoki Aaj Ham share Karne Ja raha hu ki paytm Money transfer kaise kare aapne bank account me
Agar Aap Paytm wallet se Paisa len den Jayeda karte hai Or Aap Us Money Ko Aapne Bank me Transfer Karna Chahte hai To Aap Kisi bhi Time Aapne Bank Me Paisa transfer Kar sakte .
Aaj ke Time Har Kisi Ke mobile phone me Paytm , google Pay , Phone Pe , Bhim you , Etc . Application install Kiya Huya Mil Jayega Lekin 70% Log Asa hai Jo achhi se paytm use karna Janata hai or 30 % ase Hai jo paytm use karna nahi janta hai .
Abhi Ke Time Me Har dukan , Putro pump , kisi Bhi Jagh paytm accepted her Likha Huya Milega .Or Bahut se log ise payment Bhi karte hai iske Liye Aapko Paytm istemal karna Aana Chahiye Friend Aaj me Aapko paytm se Bank account me Paisa Transfer kaise kare . Iski jankari step by step share karne ja raha hu .
Paytm se money transfer kaise kare Bank account me In Hindi
Paytm se Bank account me Money transfer karne ke liye Aapke pass ak Paytm par acount Hona chahiye Or us Acount me aapke KYC Complete Hona Cahiye paytm Me KYC Kaise kare iski jankari aapko niche Mil jayega .
Step : 1 sabse pahle Aapne Mobile me Paytm Apps open kijiye . Agar aap Paytm Apps Use nahi karte hai to Google Www.Paytm.com ke site Par login Kar lijiye or Paytm Ke Passbook Par click kare
Step :3 Ab Aapke Paytm Wallet me Kitne Rupaye Hai Vo Dikhayi Dega aapko Uske Upar Click Karna hai
Step :4 Ab aapke Samne Dusra Page Open Hoga isme Aap send Money To Bank Ke upar click karna hai
Step : 5 Aap Jitna Paisa transfer karna Chahte Hai Vo Yaha Dale
Step : 6 Ab Last Step Me Aapna Bank Details Dalna Hai
- Bank account number Jis Bank Me Money transfer karna Chahte hai
- Us Bank Ki IFSc Code dale Jisme Aap Money Transfer Kar rahe hai
- Last Me Uski Full Name daliye .
- Ab aap proceed Ki Button par click kare
- Proceed Par Click Karne Ke Bad Re-entr Bank account number Dalne Ko Bola jayega Aapko Phir Se Ohi Acount number dalna Hai uske Bad Confirm Par click Karna hai
Ab Aapke mobile Number Par Ak OTP Aayega jis number se Aapne paytm Acount me Login Kiya hai Yah ( One Time password ) Dal Kar Confirm par Click kare .
Is Trah Ham Aapne Paytm Se Money Bank account me Transfer Kar sakte hai Or Aap Balance Transfer ki Ditels Bhi Dekh sakte Hai aapne Passbook Me aapne Kis Bank Me Kitni Rupaye send Kiye hai .
Friend Aapne Aaaj Yah Jana ki Paytm se Money transfer kaise kare aapne Bank Account me Agar Aapko Yah jankari achhi Lagai to Aap Comments me batyen .
Is Process ko Pura Karne Koyi Bhi Problem Ho to Aap Comment Jarur Kare Taki Me Aapke Help kar Saku . Thanks you Visiting On My Hindi Me Helps !
No comments:
Write comment