Tuesday, March 2, 2021

Mobile Se Online Blogger Template Edit Kaise kare -new Trick

By:   Last Updated: in: ,

Hello Friend 👏Kya Aapka Site Blogger Par hai or kua Aap Aapne Mobile Se Blogger Template Editing Karna Chahte Hai Dosto Yah Post sirph  Unlogo Ke Liye Likhi Gayi Hai Jin Log aapna smartphone se online blogger Template HTML edit Karne me Problem Hoti Hai . Aaj Me Jo trick Dene Ja Raha Hu Sayed Iske Bare me Kam hi Log Janate honge .
Mobile phone se blogger template editing

Dosto Aaj Me Jo trick batane   Ja raha hu isme Na Hi Koyi Apps Download Karne Ki jarut hai Or na Hi Computer Ki Yah Kam Aap Online Kar sakte Ho Yani Ki Aap  Direct Aapne Blogger Edit HTML me Ja kar  Sakte Hai . 

Friend mene Internet Par Bahut si website visit Kiya Hu Lekin Aaj Me Jo Tarike Share Karne ja raha hu Ise trick ko koyi  Share nahi kiya hai sab Log Android Application ki Madad se HTML Edit Karna Sikhya Hai . Lekin aaj Ham without Apps Ke Blogger Template Editing Karna Sikhayenge . 

Friend iske liye Aapko Aapna Blogger Ko Update Karna Hoga matlab abhi Hal Hi Me Blogger ne New Update Launch Kiya Agar Abhi tak Aapne Yah update Ke bare me nahi jana hai To Aap niche Diye Gaye Link par Visit Karke New Update Ki Jankari le sakte hai

 sabse pahle Old version Delete Karo Or New Version Me Aapna Blog Update kar lijiye new Update  Kya Hai Or New Update version Aapne Blogger Me Activate Kaise kare Yah Iski Jankari aapko Upar Diye Gaye Link Me Mil Jayega . 

Friend Jab Tak Aap aapne Blog Ko New Version ke sath Updates Nahi Karoge . Tab tak Aap Aapni mobile se Blogger Template Edit Nahi Kar sakte hai . Agar Aapne pahle Se Update Kar rakha Hai to Bahut Achhi Bat hai . To Chaliye Ab Me Aapna Topic Par Aate Hai ki Android phone se HTML Code ko Control Kaise kare 

Mobile Se Blogger Template Edit Kaise kare ?

Friend Mene Aapko Pahle Bata Chuka Hu Ki Aap Sabse  Aapna Blogger blog Ko Update karna Bahut Jarori Blogger Template HTML Coding  editing Karne ke liye agar aapne New Version Update Kar Liya hai To yah trick Istemaal Kar sakte Hai.

Step : 1 sabse pahle Aapna Blogger ko Update Kare or Blogger Ke dashboard me jaye 

Step :2 login Ho Jane Ke bad template ya Theme Par Click kare Uske bad 2 number Ki option Par Jaye . Jaisa ki Aap image me dekh pa raha hai 

Mobile se Html code Edit in Hindi
Step : 3 Ab aapke samane 5 Option Dikhayi Dega Aapko Edit HTML par click Karna hai

Blogger Edit HTML
Step : 4 Ab aapke thik Samne Ak New Page Open hoga Jo Ki Aapke HTML Code Box Hoga
Mobile se HTMl Code Edit
Friend Ab aapka Pura Kam Ho cuka Hai aap bahut asani se mobile phone se  HTML Code ko control Kar sakte Hai Ab aapko Jis Bhi code Ko Edit Karna Cahate hai us par click karke Kar sakte hai

Pahle Kya Hota tha jab Ham koyi code Ke Age click karte the To Oh sahi jagh par click nahi ho pata tha  lekin Ab badi asani se us Jagh  click kar sakte hai .


Dosto Agar aap Yahi kam Office Yani Ki Koyi Application ki madad se HTMl Code Edit Karke Blogger Par Pest Karte Hai To Hame bahut tikaton Ka Samna Karna Padta hai or Asa Bar Bar karne Me hame Bahut Problem Aati hai .

Friend Isme Hamara Ak Kam Adhura rah gaya hai man Lo Aapne HTML Box Ke Andar Koyi Code Ko Dhundhna  to Kaise dhude Yah bhi Jan Lete hai

Mobile se Blogger Template HTMl code Ko Kaise pata Lagaye ? 

Dosto Iske Liye Aapko Ak Apps Ki Jarurat Padega friend aap soch Rahe Honge ki aapne To Titels me Bataya Online to Apps Ki kya Jarurat hai .

Dosto Me aapko Office Nahi Bata Raha hu Me Direct Blogger Ke Andar Batane ja Rah hu . Is Aap ka Use Karne Ka Maksad Yah Hai ki Iske Jarire se Ham Aapna HTML code kis jagh Par hai use Sirph pata Lagana hai

Friend Iske Liye Aap Koyi Sa apps Use Kar sakte Jo HTML Code Support karta hai

Agar ase Apps Ke bare me Nahi pata hai to aap Quick Edit Apps Use kar sakte hai yah Application Me Html Code Search Karke pata laga sakte hai . Iske liye Aapko Aapne Template ko backup Karna Hai or Quick Edit apps Me Add Karna Hai Uske Jo Code Ko aapko Pata lagana Hai Us Code Ko Quick edit Apps Ke Search option Par Ja kar Us Code Ko search karna hai  aisa ki Aap image me dekhe Pa raha hai



  1. Sabse pahle Backup kiya huya template Quick edit Aaps me add Kare.
  2. Ab aap search Option jaye or us Code Ko search Kare Jise Aap Edit Karna Ya Remove karna Chahate .
  3. Jaise Hi Aap Code Search Karte Hai Thik Uske Bagal me Aapko Kuch number Show Honge . Us Number Ko aapko Sirph Yadh Rakhna Hai 
  4. Ab aap Blogger ke Edit Template me Jaye or Or us number par  jaye Jo aapne Quick apps me search Kiya tha Jo number Aapna Note Kiya tha 

Dosto Ab aap Samjh Gaye Honge Ki Mobile se Blogger Template edit kaise kare or Blogger Template ke HTML code Kaise Pata kare .



Dosto Yah tha Blogger Ke new Update Se Aapne Mobile phone se Blogger Template Edit Karne Ke Tarika . Agar Yah Trick Achhi Lagi to Comment Jarur Kare .

6 comments:
Write comment