Hello Friends, kya Aap Janana Chahte Hai Ki Blog Me Custom Search Box Kaise add Kare dosto Website Me Custom Search Box Add Karna Bahut Jarori Hai .
Kayi Bar kya Hota Hai Jab Aapke Blog Par Koyi Aata hai Or Google Custom search Box ke Jariye Kuch Post Search Karna chahte Hai To Vo Nahi kar pate Hai .
Google custom Search Box Kya Hai
Custom search Box Google Ka Hi Ak service Hai or Jab Bhi Koyi Google Par kuch search karta Hai To Usme Har Website Ka Post Show Hota hai .
Lekin Google Custom Search Box Blog Me Add karne Se Job Koyi Kuch Search Karta Hai To sirph Hamare Website Ka Post show Hota hai
Blog Me Google Custom Search Box lagane Ke Phyede ?
Blog Me Custom Search Box Add Karne par bahut benefit Milta Hai .
- Jab koyi Visitor Aapne Topic Ka Post Read Karna chahega To Asani se Search Kar sakta hai .
- Jab Koyi visitor Is Box Me Kuch Bhi search Karte Hai To sirph Aapke Blog Ka article dikhayi dega . Other Website ka Show nahi Hoga .
- Blog Me Custom search Box Add Karne par Isse Website Ka Traffic increase Hogi
- Or Jab traffic Increase Hogi To Earning Bhi badhegi.
Blogger Site Me Google Custom Search Kaise Add Kare
Dosto Aaj Me Blogger Ke site Me custom Search Box Kaise Add Kare Iski Step Bata Raha Hu Agar Aapke Site Wordpress Par Hai To Bhi Aap Is Setp Ko Follow Kar sakte isme Sirph Ak Code Milta Hai jo Website / blog Add Karna Hota Hai Yah kam Aap Wordpress Site Me Bhi Kar sakte hai .
Step :1 sabse Pahle Aap Is site Me jaye Google Custom Search Or Registered Kare .
- Aapna Website Ka URL Sumit Kare
- Agar Aapka Dusra Blog Hai To Uska URL Dal Sakte Hai
- Aapna Language select Kare
- Website Ka Name likhe
- Uske Bad Create Ki Button Par Click Kare .
- Sabse se Pahle Look and Feel Par Click Kijiye
- Ab Aapko Koyi Ak theme Select Kare .
- Uske bad space And Get Code Par click Kare.
Ab Aapka Google Custom Search Box Ka Code Create Ho chuka Hai Ab Aap Blogger Ke Layout Me Kahi par Bhi Laga sakte hai .
Blogger Me Google custom Search box add kaise kare
- Ab Aap Blogger.com Par jayen Or Login Kare
- Uske Bad Blogger Ke dashboard me Layout ke Option Par click Kare .
- Ab Aap google custom search Box Jis Jagh par aap Lagna Chahte Hai Add widget Par Click Kare.
- Ab Aap HTMl/Java script Par Click Kere .
Ab Aap Jo Code Create Kiya Tha use Yha pest Kar de Or Seva Kar de Ab Aap Koyi Ak Post Open Karke Dekhe Ki Aapka google custom box Kam Kar raha hai kya nahi .
Ab Aapka blog me Google custom Search engine box Add Ho chuka Hoga .Agar Aap Is Box Ko dusre widget Me Add Karna Chahte Hai to Aap us Code ko Copy karke Dusre Add widget Me Pest Kar sakte hai .
Agar Aapko blogger site me Is code Add Karne me koyi problem Aa Rahi hai To aap Comment Me Bataye
5 comments:
Write comment