Thursday, September 12, 2019

Hindi Me Online Article Likh Kar Paisa kaise Kamaye (full Guide )

Dosto, kya App Online Article Likh Kar Paisa Kamana Chahte Hai . Ham Sab Jante Hai  Jab Bat Aati Hai Online Earning Ki To sabse Pahle number par Aata hai Blogging kiyo ki Blogging  Ak Asa platform Hai Jaha Ham Ghar Baithe Achha Paisa kamaya Ja sakta  hai . O Bhi Bina Investment Ke Kya Aap Ye Trick Janana Chahte hai Free Blog bana kar paisa kaise kamaye

Online Writing Jobs,Online Article Likh Kar Paise Kaise Kamaye

Jaisa Ki ham Sab Janate hai ki Online Paise Kamane ke liye Internet Par Bahut Se Tarike Available Hai . Jisse Ham internet Se paisa kama sakte hai.  lekin Blogging Me Kam karke Online Paisa kamana Hame kuch Time Dena Hota hai . Kiyo Ki Blogging Me Hame Seo Karna Padta hai or Ak Acchi Post Publish Karna Hota hai or starting me Blogging Ke bare Bahut Kuch Janana Padta hai . 


Lekin Aaj Me Jo Trick Dene Ja Raha Hu Isme Aapko Kam Time De kar Acchi Income Kar Sakte hai . Isme Aapko Article Me  Seo Karne Ki Koyi Jarurat Nahi hai Aapko Bas dusre Ke liye Kuch Post Likna Hota hai . Or Uske Badle Aapko Paisa Dega . Aap Soch Sakte Ho Bina Website Banaye Aapko Paisa mil Raha Hai to kitna Accha Bat Hai . Or Isme Kam karne Karne Ke Liye Kahi Jane Ki Jaruat nahi Hai ye kam online ghar Baithe kar sakte hai . 


Agar Aap online Writing Job Lena Chate hai To Aap Bahut Asani se Online Article writing Job Aap Pa sakte hai to Chaliye Bina Time invest Kiye Aapne Topic Par Aate hai . 


Online Article likh kar Paise kaise kamaye | Online Article Writing Jobs 


Online Article Likh Kar Paisa kamana Internet par Bhut se Site Hai jo Aapko Online Income Provide Karta hai Leikin Aaj Me Do site Ke bare Janenge jo 100% Real hai 


Dosto ye Dono Internet Par Popular Site hai . Or me Aapko iwriter recommend karunga  kiyo Mane ye Website par kuch Din Kam  Kiya Tha or mujhe Accha Laga jab hamare Pass Blog Nahi tha To Mai isi Site Se Paisa kamayi Karta tha or Article Likh Kar Ak Din Me 1,000 Tak Ki Income Bhi Kiya Tha to Chaliye Janate hai ki Kaise . 


iWriter par Online Article Likh Kar Paisa kaise kamaye step by Step 

.
Online Internet se paisa kamane Ka Sabse Asan Trika Kya hai . Mera Hisab Se Blogging And Youtube or Affiliate marketing Yahi 3 Site Hai Jo Life time tak internet se paisa kamane Ka Moka Deta hai . Iske Alwa Aap kisi Dusre Platform Par Ja sakte hai. 

 Lekin Aap Ye 3 Site Alwa chothe site  Se jaida Earning Nahi Kar sakte ho Phir Bhi Me Kuch Site Ke bare Me bata deta hu Jisse Aap Kuch Paisa kama sakte ho . 


iWriter Kya hai 


iwriter Ak Online Platform site Hai . Jo Ki Free Hai isme Aap Aapne Hisab Se Content Likh Sakta hai . Paisa Earn Kar sakte hai Aap Is Site Par Kisi Bhi Topic Par Post Likh Sakte Hai jo Aapko Pasand Aaye .

iWiriter Kaam kaise karta hai


Is Site Mai Work Karna Bahut Simple Hai Agar aapko Pass  Thoda Bhi talent hai To Aap sites par Bahut asani se  Isme Kam Skat sakte hai 
  • Step #1 Sabse pahle Aap Is Site Par Jaye Or Register Kare. 
  • Step #2  Ab aapko kaisa Article Likhwana Hai Aap Use Request Send karna Hai ki Aap Kis Topic Par Article Likhwana Chahte hai . Us hisab se aapko Paisa set Karna Hota hai 
  • Step #3 ab koi writer aapka article likh kar aapko send karega.
  • Step #4 Ab jo Article hai usko check karo kesa hai.. or agar kuch change karna ho to wo karwa sakte hai.
  • Step #5 Last me jo article hai wo hame mil jayega.. or jis Writer ne wo article likha hai usko paise mil jayege.

to friend Aapne Dekha Ki Kaise Ham Ak article (post) Likhwa sakte hai . Ak hai Jisko Article Chahiye vo Aapko Paisa de kar Article Likhwa Rahe hai or ek writer uska article likh raha hai.. ye sara kaam iwriter ke jariye hota hai to hame direct contact karne ki koi jarurat nahi padti.


To Aap jaan chuke hai ki iWriter par ham apna article likhwa sakte hai to chaliye ye bhi dekh lete hai ki paise kaise kama sakte hai.

iWriter se online Paise kaise kamaye ?


Step 1 Agar Aap Is Site Paisa kamana Chahta hai To Aapko isme Registere Hona padega agar Aap Pahle Se Registered Hai To Login Kar sakte hai 

Step 2: Register hone ke baad ab aap ek  Achha member ban jayenge.


Me apko Batana Chaunga ki Agar Aap Is site Par acchi Content provide Karte hai To Aapko achha Response Aate Rahega . Or Aap ak writer Ban sakte hai 

iWriter se kitna paisa kama sakte hai ?


iwriter Me Aapko Article likhne ka Paisa deta hai or Aap Ye Janana Chahte ki 1 Article  likhne ka Kimat kitna hai ye aapko Article Ke Hisab se paisa dega Agar aapka Article Response hoga to  aapko 2 se 3 $ Diya jayega 

last steps : ab register karne ke baad aap hire work option par jayen jahan apko kai artical milenge clints dwara jinko artical chahiye hota hai ve artical ka tital likh kar uska prise or kitne words me chachiye ye sab likh dete hai bas apko jo artical pasand aye use chunlen.

Har  article ke side Bar me aapko ak + sign ka Ak option dikhayi dega aap us par Click karke Article select Kar sakte hai . aap Chahe to Google ki madad ko Le kar post likh kar us clint par send kar sakte hai .


 Agar clint ko Aapka Post Pasand Aayega to Aap us Article Ka Paisa mil jaiyega . Or jab aapka iwriter account me 20$ ho jayega to Aapke Paypal account send Kar dega 

NOTE:  Article Likhne ke liye Achchi jankari hona Chahiye Agar aapko Article likhne Ka information Nahi to aap Google ki madad le sakte ho . 


Sorry friend Mene Aapko Hindi me online article Likh kar paisa kamane ke bare me Titels me  bataya tha Mene iske Bare me us site par Gaya tha pahle Hindi Article sports karta hai Ab nahi karta hai . Agar aapko hindi Me Article Likh kar paisa kamana chahta hai to mai jald hi iske bare post launga . 


Agar aap Abhi Hindi Mai post Likh kar online paisa kamana chahte hai to aap Kisi site ke liye Guest post Likh sakte hai . Or uske badle paisa kama sakte hai . Mai iska bhi  post jald launga ki kon kon si site hai jo Guest karne ke badle paisa deta hai . Aap kuch din ruko Mai post lekar aaunga . Aaj ke liye bas itna thanks ... 


No comments:
Write comment