Monday, September 2, 2019

blogspost domain me google adsense approval kaise karvaye -blogspost adsense approval tips and trick

Hello friends, Aaj ke Is article Me ham Janege ki Free Domain Or SubDomain ke bare kya ham usko Use kare Paisa kama sakte hai or kya blogspot domain me Google Adsense approval milega ya nahi or Kya is free domain me work karana chahiye ya nahi karna  chahiye. To chaliye suru karte hai . 

Blogspot domain me google adsense approval kaise paye 

Blogspot me adsense approval karvane ki tips

Har Ak New Blogger Ka yahi problem hota Kya Ham Blogspot.com Domain par Adsense approval milega To mera Answer hai Yes agar aapka Blogspot par blog hai or Aap usme Custom Domain Nahi liye hai to aap usme bhi Google Adsense Ads Laga kar paisa kama sakte hai leikin iske liye aapko kuch Eligibility criteria Hai jinhe Aapko follow Karne honge . 

1: content copy kiya huya nahi hona cahaiye : 


Jaise me aapke blog ka  jo Content hoga Vo kahi se copy kiya huya nahi hona chahiye . Kud ka content hona chahiye or Original hona chaiye . 

2: blogspot domian 6 month Old Hona Chaiye :


Agar aap Blogspot Domain Par adsense Approval lena chahte hai to aapki sites 6 month purana chona chahiye . Asa nahi hai ki aapne ak bar blog bana diya or usme content publish karna band kar diya hai to ase me aapka blog par Adsense approval nahi milega blogspot domain me aapko 6 month regular post Dalna hoga tab jake Aapke site par Adsense approval milega . 

3: blog ka theme simple hona cahiye : 

Make sure jo bhi Aap Theme aap use kar rahe hai Responsive ho  or simple hona chahiye . Or Blog ka navigation bar easy hona cahiye jisse Visitor ko samajhne me koyi problem na ho . Or blog ka Theme color withe hona chaiye ye kuch important bat thi Google Adsense Apply karne se pahle iske alwa kuch or basics se chije hai jo aapko bata hona cahiye . 

4: create important page : 


Google Adsense Approval lene ke liye sabse important hai Kuch page banana jaise Home Page , contact us page ,privacy policy page , about me page , disclaimer page etc . Ye 5 page banana bahut jaruri hai ye 5 page create kar lene ke bad aap Adsense Apply kar sakte hai 100 % aapko blogspot .Com domian me Adsense Approval milega . 

5: blogspot Blog par adsense approval ke liye kitna traffic hona chaiye :


Agar aap blogspot domain me Google Adsense Ads lagana chah rahe hai to aapke site ke liye Tariff Bahut important hai aapke Blog par kam se kam 200+ google search Se lana chaiye agar aapke Website par Traffic kam hai to adsense approval nahi le sakte ho yahi aap custom domain ki bat kare to aap 0 traffic ke Adsense approval le sakte hai . Sub- domain me asa nahi kar sakte ho . 


Blogspot Par Blog Banane se pahle is bat ko aapko dhayan rakhna chahiye . Me aapko clear bata du ki aap blogspot me Adsense Ads laga to sakta hai lekin Earning bahut kam hogi . Kiyoki Blogspot Domain ranking ke mamle me bahut kam hai yani ki 0% Rank hone ki chansh hai .


Or agar rank bhi ho jata hai to Aapke site par visitor click  nahi ke barabar karega iska Regan only sub-domain  visitor ko pahle pata chal jata hai ki blogspot domain free hai or isme content Acchi nahi hogi chahe aap content acchi kiyon na  likhi ho lekin agar aapke  .Com.In.org. domain hai to Easy Rank kar sakte ho or Vistar aapke site 100 % aane ki chansh rahti hai . 


Friend agar aap life time ke liye Blog karna chahte hai to mera kahna hai Aap ak custom domain buy kar lo Jo ki 200 se 400 ₹ tak 1 year ke liye mil jata hai . Or yadi aap blog start ( shikha ) chahte ho to aap Blogspot me ja sakte ho . 

Friend abhi ke time Log Blogger ko chod  kar Wordpress Me ja raha hai to Aap soch sakte ho blogspot Me kam kare ya nahi . Halki sub- domain Me bhi Earning Hoti Bat bahut kam aap mera site dekh sakte ho Mera bhi site blogger par hi but me Ak custom Domain buy kiya hu Or Earning Acchi Khasi ho jati hai . Me bhi Ak Garib parivar se belong karta hu isiliye Hosting Ka kharcha nahi utha pata hu . 


Friend ye jo Mene 5 Tips diya hai Agar aap ise Follow karte hai to 100 % blogspot domain me Google Adsense approval le sakte hai aaj ham jane Ki kaise ham bina Domain buy kiye google Adsense approval kaise paye agala post me sikhenge blogspot site me google Adsense kaise apply kare .

7 comments:
Write comment