Sunday, August 25, 2019

Blogspost seo Setting || Blog me meta tag description kaise Add Kare

Hello Friends , Kya Aapka Blog Google Search engine Me Show Nahi ho raha or kya Aap aapne Blogspot Seo Setting Aani blog Me Meta Tag Description Add Karne ke bare mai Jankari dhund rahe to Ruko aaj Ham isi Topic par bat karne ja raha hu . Isse Pahle me kuch Information De data hu Blogspost par Blog banaya huya  ye Google Ka Services Hai isme Ham Koyi plugin Nahi Use kar sakte hai na hi iske liye ham Hosting use kar sakte  Blogger.com Platform Ak Free services Hai isme ham kuch hi seo setting ko use kar sakte hai .
meta tag generator, blogger meta tag generator meta tags blogger


Wordpress mai asa nahi hai usme aap jo chahe vo kar sakte matlab sab kuch kar sakte hai. Lekin blogger me asa nahi kar sakta hai Blogspost par blog banaya huya Already Seo kiya hota . But Kuch Steps Khud Se option Karna padta hai.

Aaj mai aapke sath ak amazing secret share karne ja raha hu jo aapke SEO ko 200% tak Badhane me madad Kar sakta hai yah Blogpost User Ke liye Ye Post Khash Hai is Post mai Ham Janenge Meta Tag Description Kaise Add Kare  Seo setting Ke liye meta Tag hamari Website Ke Seo Ranking me Ak important Role Nibhata hai .



Blog ya Website Mai jo post likha jata hai Google meta Tag se pata laga leta hai is post me kya likha hai uske bad Index karta hai . Aapna Website Jald Index Karne ke liye Meta tag Description Add karna bahut jarori hai

विषय - सूची [ दिखाएं ] 

Meta Tag Code Kya hai ? Seo setting Kaise kare 

Mata Tag hamara webPage Ka HTML Code hota hai jaise : description, Titels, Language, Etc Ka Code hota hai search engine kisi bhi WebPage ko Rank karne ke liye in Tag Ka Use Karte hai . Meta Tag Description blog me Add Karna bahut karori hota hai isi se hamara post Google Me show hota hai . 

Meta Tags Me Kya Hota Hai?

Meta Tag Ke Kuch Important part hai Jo hame karna bahut Jarori hai ye setting enable nahi karne par Google Ne hamare post Read nahi kar pata hai akhir is site me kya hai . 

1. Search Description : 

meta Tag Mai Aap Aapne Blog post ya (webPage ) short description ka Istemal kar sakte ho .

Search engine Google , Yahoo , or Bing jaise in Meta description  ka Use aapni Search Listening me Show Karvane ke liye kar sakte ho . 

Meta description  50 se 300 characters ke bich hona chaiye isse jaida nahi hona chaiye or meta Description niche ki tarh hona chahiye . 

’ yaha aap aapne Blog post Ka summary jod sakte ho 'name=”description”/>

2.meta Keywords : 

Meta keywords ka matlab aap aapne Blogs Me Sabse Jaida kis Topic Yani Kis Keywords jaankari share karte hai . Aap Un important keywords ko Aapne Blog Me Add kar sakte hai isse aapke Visitors blogs par jane se pahle search kar sakte hai 

Agar Aap Ak adhik Keywords Add Karna Chahate hai to usme har Keywords ka comma (,) alg Kare .

Ye sabhi basics bate hai  jo aapko Meta Tag ke Bare me pata hona chahiye . 

Ab Ham Aapne main topics par aate hai .

Blogger Me Meta Tags Description Code Kaise Add Kare step by step 

Hamare pass 2 Tarike hai jinse App alg -alg Blogger POST Me Add Kar sakte hai pahle wala dusre ki Tulna me Adhik Effective Hai . 

Lekin Mai Appko dono StraTegies ka Use karne ki salh deta hu taki aap aapni Seo Ranking ko Asani se increase Kar sakte hai . 

Method 1:.  Blogger Template Me Meta Tag Jodkar :- 

Aap Aapne blogger ke  har post mai Meta Tag Description Add Kar sakte ho . 

Aapko Bas Aapne blogger Theme ke HTML ko Edit Karna hai or blogger Post Ke liye Meta Tag Code Add Karna hai . Aap is Code Ko Edit Karne se pahle Aapna Theme Backup karna Bahut jarori hai nahi to Aap hame Gali doge . 

Blogspost Me Meta Tag Description Kaise Add Kare me aapko Step By Step Bata raha hu Aap hamara post ko Follow Kare . 

Step 1: Blogger Dashboard >> Themes >> Edit HTML Par Click kare . 

Sabse pahle Blogger ko  Login kijiye or Desh board Me jayen . Uske Bad Theme Me jayen or Edit HTML par click kare . 
Edit html
Step 2: Edit HTML me Aapko Ye Code search Karna hoga .  

(Note ) Agar aap mobile se Kar Rahe to aapko Quick Apps Download Karna hoga isse Asani se A Code Dekh sakte hai philhal me Computer ki option se bata raha hu .

Edit Html Par Click karne ke bad Ctrl + F & daba kar is Code Ko Dekhna hoga  ye Code Har Blogspot Edit Html ke upar me mil jayega

Is code ko copy kar ke 

Mai Jo Code Diya Hai is Code Aapko edit Karna hai

  • URL Of  Your Blog Post: ki Jagh Aapni Blog Ka URL Dalna hai . 
  • Search Description: mai Aapni Blog Ke Post Ke bare me Likhe . ( 50 se 300 characters me) 
  • Meta keywords : mai Aap Vo Text dale jo Aap Google Mai Rank karvana cahate sabse hat ke 
Sab change Karne Ke bad Edit Html Head ke niche Past kar dijiye . 

Yadi Aap ak Adhik blogger post ke liye Meta Tag Add karna Chahate hai . To bas Enterkey par click kare or Another code ke thik niche ak or Add Kar sakte hai .


Method : 2 Blogger dashboard >> Search preferences

Agar Aap Bina Coding Ke Meta Tag Description Add Karna chahate Ho . To  sabse pahle Blogger.com login kar lijiye . Uske bad Blogger dashboard me jaye .
Step:1 uske bad "settings" Jaye or "search preference" par click karene ke bad "meta Tag description " Par edit par click kare

Step : 2   Edit Par Click karne ke bad aapke pass 2 option aayega aapko yes karna hai . Yes Par click karne ke bad aapke samne Ak Box Open hoga .
Step : 3  ab Aap is Box Me aapne Blog post Ke Related keywords fine karna hai . Aap jis bhi Topic Par blogging kar raha Usi hisab se Meta tag Description Add Kar sakte hai . aad karne ke Bad save changes Ki Button Par click karna hai


Ab aap check Kare Ki Hamara Post ke level Description Enable Huya Ya nahi .

Check Karne ke liye aap aapna kisi Bhi post Ko Edit Kare Or Check kare ki hamara Description add huya kya nahi
Aap is Settings Enablee Karke blogger me aap description Add aasani se  Kar sakte ho .

Aap is 2 option se meta Tag Description add Kar skate ho Aapko jo sahi lage aap Option ko use kar sakte ho dono sem hai . Blogspot me seo settingsenable yani Meta tag Description add karna bahut important part hai

Is tarh meta tag description alg-alg blogger post me add Karna hota hai . Aapne seo ranking ko increase ke liye  agar hamara post aapko pasand aaya hoga to shere karna na bhule

No comments:
Write comment