Hello friends , kya Aap ak Blogger Hai or Aapka site Blogger platform par bnaya hai or aap Ye janana chahte ki Blogger blog ki sabhi post Me Adsense Ads kaise lagaye . Agar aapka site wordpress par hai To Fhir Aapko tension lene ki koyi jarurat nahi koyi ki wordpress par blog bana kar 1 click me aapna Adsense Ads kahi par bhi laga sakta hai . Par blogger site me asa nahi hota hai . Isme hame har bar Adsense Code Copy karana hota hai or HTML me dalna padta hai uske bad Google Adsense Ads Hamari site par dikhayi Deta hai .
(Note ) agar aap digital marketing skills ke bare me janana chahate hai to niche diye gaye link par click kare
Dosto, lekin Aaj me jo tips dene ja raha hu jisme aapko har bar Adsense Code Copy paste karne ki jarurat nahi hai . Sirph ak bar Code Ko paste kar diya to Sabi post me Ads Show hona suru ho jayega .
Jisa Ki Aap sabhi janate hai blogger par site banane ke bad 6 Months old nahi Hone par aapka site par ads show nahi hota hai . Blogger platform blog banane ke bad kam se kam 6 month old hona chahiye uske bad aapko Adsense approval milta hai . Agar aap 2 , 3 Month blogspot me Adsense Approval Lena chahte hai . To aapko Domain Name Buy Karna Padega . Uske bad Adsense ke liye Apply Kar sakte ho 100% aapko Approval milne ki Chansh rahega . "Blogger Ki Sabhi Post Me Adsense Ke Ads Code Kaise lagaye" Aaj aapko frull information Dena ja raha jisse aap Ak Code aapne Website me dal kar har post me Ads show karva sakte hai .
Jaise ki ham sabhi janate hai . Blogger me Post dalane ke bad hame Post me bar Bar Adsense Code Dalana padta hai . Isse hamara time bahut jayeda los hota hai or hame asa karna par bahut jayeda dikat hote hai . Kabhi kabhi Asa bhi ho jata hai code Paste karne bad Ads Show nahi hota hai . Is post ko Read karne ke bad aapko kabhi bhi asa tensan lene ki jarurat nahi hoga or asani se har post me Ads Dikha sakte hai . To Chaliye Iske bare Mai jan leta hu ki ye kaise kam karta hai .
Blogger Blog Ke Sabhi Post Me Google Adsense Ke Ads Kaise Lagaye?
Blogger ki Har post Google Adsense Ads Lagana Bahut Asan Hai . Agar aapko Coding me Thodi Bhi Janakari Hai To Aap Bahut Hi Asani Se Ye Kam Kar sakte Hai . Agar Aap Blogging ki new Duniya me Hai to Aap is post Acchi se Read karna hoga nahi To aapko Adsense Ads Show Nahi Hoga Aap Steps Ko Follow Kare ....
Steps : 1 sabse Pahle Aapne Blogger Ko Login Kare .
Step :2 Uske Bad Theme (Template) Me jaye. Or Edit HTMl par click kare
Step : 2 ab aapke samne HTMl Ki Box Open Ho Jayega Is BoX Ke andar ( Data : Post Body . /> ) Code Search karna hai iske liye Aap computer me Ctrl + F ki Button press karna hai uske bad aapke samne Search bar Open Ho Jayega usme aapko Data : post body :/ > Code ko Nikalna hai
Step : 3 Ab Niche Jo Code hai Use Copy Karna hai or ( Aapna Google Adsense Code Yaha Paste Kare ) ki Jagh par Aapna Adsense Code dalna hai
( Note ) Agar aap Ye Kam Mobile se karna chahate Hai to Aap Nahi kar sakte hai Koyi ki Mobile control + F press nahi kar sakte hai iske liye Aap Ye post Padhe Mobile se HTMl Edit Kaise kare
<b:if cond='data:blog.pageType == "item"'>
<div align="center">
Apna AdSense ads code yaha paste kare.
</div>
</b:if>
Step : 4 Ab ye Jo Code hai Data : Post Body . /> code ke upar yani ki code se pahle pest kare .
Note : data : post body :/> ye code aapko 3 ya 4 bar milega aapko jis jagh par ads lagana chate hai Laga sakte hai .
Hame ummad Hai ki ye post aapko bahut pasand aaya hoga . Ki ham "Blogger Ki Sabhi Post Me Adsense Ke Ads Code Kaise lagaye"Agar aapko ye janakari kam ka hai to aapne dosto ke sath share kare or aapko is post mai kuch problem ho to comment me bata sakte hai ...
No comments:
Write comment