Hello, mera Name pradeep hai , dosto aaj ke is post me ham bat karne ja raha hu ki blog ke post me Google adsnse Ads kaise lagaye , dost agar aapka Google Adsnse Approval mil gaya hai , or aap Aapne website ya Blog me Adsnse Ads lagana chahte hai . To ye post aapke liye bahut kam aane wali hai kiyo ki aaj me yahi batane wala hu ki kaise ham aapni website ke post ki andar Adsnse Ads lagaya jata hai.
Dosto Aap Sabhi to jante hi honge jab hamara Adsnse Approval mil jata hai . To hame aapne website/ Blog me Ads lagana kitna important ho jati hai . Dosto ye bat to sab janta hai ki Google adsnse hamara website par Approval mil jana ye kitna khusi ki bat hai . par Google Adsnse Ads kin kin jagh par lagaya ja sakta hai . Ye har new blogger ko nahi pata hota hai . Or pata bhi hota hai Par unhe malum nahi hota hai ki ham post upar nice bich me Ads kaise lagaye,
Agar aapka website WordPress par hai to aapko bahut se Plugin mil jayega jiski madad se aap asani se Adsnse Ads laga sakte hai . par agar aapka website Blogger par hai to aap is Article ko dhayan se dekho ham aaj Isi ke bare me bat karunga ki sabhi post me Ads kaise lagye
Dosto , agar aapke pas computer nahi or aap mobile se blogging kar rahe ho or aapko HTM Coddinge nahi aata hai to Aaj ham jo tarika batane ja raha hu jaisse aap bahut khus hone wala hai. kiyo ki hamare pass bhi Computer/laptop nahi hai me aapna mobile se hi Sara chij karta hu.
jaise ki :- Post Likhna seo Karna, image Editing Karna ,or bhi bahut kuch mobile se hi karta hu . Kiyo ki me sirph Blogging nahi karta hu me ak student hu. Blogging mera part time hai . Or mera website Blogger Par hai aaj me jo aapko post ke andar Google Adsnse Ads lagane ka tarika batane ja raha hu jisse aap kahi bhi Ads laga sakte ho .
Blogger ki har post me Adsense Ads kaise lagaye
Dosto me pahle bata chuka hu Adsnse Ads kaha kaha laga sakte ho . Aap internet par ase bahut su website dekhe honge jisme aapko bataya hoga Template Edit Html me Google adsnse Code past karna hoga tab aapka Ads website me show honge .
Ye kam mobile user ka Karna bahut muskil ho jata hai. Kiyo ki mobile me Html Code Editing Karna bas ki bat nahi hota hai isme mobile se Ctrl+F nahi bada sakte hai jisse hamara code edition nahi ho sakta hai Par aaj me jo tips dene ja raha hu. Jisse aap Bina Html Code ki madad se aapna Website par Ads laga sakte hai to cahliye suru karte hai .
Step 2: aap jis bhi Article (post) me Adsnse Ads lagana chahte hai ho us post ko Edit Karna hai yani ki Edit par click Karna hai .
Step 3: Ab aapke samne ak new page open hoga. Isme aapko Html Par jana hoga
Step 4: is process ko aap dhayan se dekhe Span>< ke bicho bich Google adsnse Ads ka Code Copy karke Pest Karna hai . Àap is >< space bhi de sakte hai .
(Note ) :- ye jo code hai span >< aapko bahut bar milega . Aapne Article likhne wakt jaha jaha ( paragraph) change kiya hoga ohi ye Code milega
Step 5 isse Phele aapko aapna Adsnse me ja kar aapna Ads code copy Karna hai uske bad iske > < bicho bich Pest karke save kar dena hai .
Step 6: Ab aap jaha bhi aapna Ads dikhana chahte ho us hisab se aap aapna Adsnse code past kar sakte ho .
To Firends, me bhi isi tarh se aapna Adsnse code aapna Article me use karta hu . Aap mera sabhi article dekh sakte me aapna marji se Article ke bicho bich ads use kar raha hu . Or aap bhi is tarh se ads show karwa sakte hai or Earning badha sakte hai .
Friend aaj hamne jana ki website pe ads kaise lagaye . Simple tarike se or o bhi bina Html coding ke medad ke agar ye post aapko pasand aaya hoga to share jarur kare .
To Friends hamara ye jankari aapko kaisa laga aap hame comment me bataye or isme koyi tikat hai to hame jarur bataye thanks.....
No comments:
Write comment