Blogs par traffic kaise badhaye . Har koyi New blogger jab aapna blogs suru karta hai to Google me ye post jarurar search karta hai ki aapne blogs par yesa kya kare . Ki jald se jald aapne blogs par bahut sare traffic aa jaye . Traffic har kisi ke liye bahut important hoti hai . Or ye bat har koyi janta hai . Bina traffic ke blogs kabhi bhi success nahi ho sakta hai .
Jab aap blogs start karne ki planning karte hai to us time hi aapko ye samjh lena chahaiye ki me blogs suru karne ke bad yesa kya karu ki mujhe Google or baki sabhi search engine se achha traffic milane lage or vo bhi jaldi se jaldi aapke blogs par traffic ko badhaye ke liye hame bahut sare chijo ka manaye rakhti hai .
(Jaise ):-
- Aapka blogs kitna purana hai .matlab aapke blogs par kitna contents available hai.
- Aapka domain name me keyword hai .ya nahi
- Aapke blogs ka content kitna uniquehai.
- Aapke blogs post seo friendly hai ya nahi hai.
- Aapke blogs ka post search engineme submit hai kya nahi.
Iske Alaba bhi dher sara yese bate hai jo aapke blogs par achha traffic lane me bahut manaye rakhti hai. Aaj ham bhi usi me kuch yesi topics ke bare me bat karenge jo aapke blogs par traffic ko badhaye me aapka help jayega.
To cahliye dost ab me point pe aate hai . Ki ham yesa kya kare jisse hamara blog par bhi traffic aane suru ho jaye.
#1 Aapne blog ko sabhi search engine me submit kare
Agar Aapne aapna yek new blogs banaya hai . To ye bahut achha bat hai . Or aapne babhut achhi post likha jo kisi or ne kabhi nahi likha ye or bhi achha bat hai . Lekin aapne Google or baki sabhi search engine ko iske bare me bataya hi nahi hai. ki internet par meri bhi ak website hai jise aap aapne search me samil karo . Ye hamara liye accha bat nahi hai.
Aapko aapna blog banane ke bad sabhi search engine ko ye batana hota hai ki mera bhi internet par ak blogs hai .Or mera bhai post hai jaise aap Aapne search engine me samil karo. Jaise mere blogs kar Google kuch traffic mil sake or me kuch paisa kama sakte .
Lekin aap Google ye kaise batayenge :-
Iske liye aapko kahi jane ka nahi hai . Or aap kisi ko bhi kahna nahi hai bas aapko niche diye gaye link par ja karke mera post padh lena hai ki kaise aapne blogs ka Google search engine me submit karte hai . Kaise sitemap bana kar aapna sabhi post ko usme submit kiya jata hai .
To aapne mere niche diye gaye links ko open karke jankari le sakte hai ki aapne blogs ko Google search engine me submit kaise kiya jata hai . Or iske alab bhi bhi bahut janakariya hai . Jo aapke kam aa sakti hai
Asha karta hu ki upar diye gaye mere sabhi post padhe honge . Or aapko pasand aaya hoga. Aapne bhi aapne website Google me submit kar diya hoga .
Ab jante hai blogs ka traffic badhaye ka dusra point :-
#2 kisi dusre blogs par comment Karna
Aapne backink ka name to suna hi hoga . Aaj ke time me internet par itni sare blogs aapko mil jayega ki aap soch bhi nahi sakte hai. Lekin aapko pata hai us blogs par comment karke aapne par traffic la sakte hai.
Agar aapko kisi bhi post ko Google me rank karna hota hai to sabse pahle aapko high quality ki backlinks ki jarurat padti hai agar aapke pas high quality backlinks nahi phir bhi aap Google me rank kara sakte hai aapko sirph har ak blogs me aapna comment chodna hai .
Comment karne ka aapko bahut sare phayeda hai . Kabhi bhi comment karne par nuksan nahi hota hai or kisi or blogs par comment us time sabse jayida phayedemand hota hai Jab aap event blogging kar rahe ho us time aapke pass times kam hota hai aapne blogs ya post ko rank karane ke liye .
Baki yesa bhi nahi hai .ki aap sirph usi time comment kare jab aapko aapne blogs ko promote karna ho aapke man me agar koyi equation hai ya aapko kisi tarh ki koyi problem aati hai to aapko kisi bhi blogs par comment karke uska samdhan kar lena chahaiye
Iske aapko 2 phayede honge.
Fast :- aapki samasiya ka samadhn bhi ho jayega or uske sath aapke comment ko padh kar aapke website tak pahuchna
mil jayega logo ko
Second :- aapko aapne blogs ke liye ak important backlinks bhi mil jayega
#3 Social Media ki madad se traffic pana
Ye mera sebse best important point hai blogs ki traffic badhaye ki jariya bahut se new blogger ka manana hai ki social media se traffic nahi milta hai . Iske liye me us friend ko kahana chahunga ki mera jo bhi traffic aata hai vo sab social media se hi agar aapko akin nahi hota hai to aap mera koyi bhi post Google me search karo Google ke last page par mera post so hota hoga .
Isilye me hamesh yahi kahta hu ki social media use karke blogs ka traffic badhaya ja sakta hai. Bahut se blogger ka kahna hai ki blogs ka links social media par share karne par aapke blogs sapm kar diya jata hai . Jisse Google bhi usko rank karane me help nahi karta hai . Lekin ye bat bilkul galt hai .
Jab mene blogs strat kiya tha tab se mrea blogs par social media se traffic aa raha hai . Matlab mera jo bhi traffic aate hai vo sab Facebook ,Twitter Instagram, Google + jaise site se aate hai.
Aapko bhi agar jaldi se jaldi aapne blogs par traffic lana hai. To use aapne social media par share jarur kare sabse jayida Facebook use kare Facebook par aapna ak page bana le or us par aapna blogs ka links share kare Facebook par page kaise banate hai uska post mene pahle dal chuka hu agar aapne Abhi tak us post nahi dekha hai to aap us post dekh sakte hai .
#4 blogs ko Regular update karte rahe
Kisi bhi chij ko har din update rahne se vo hamesa hi logo ke liye new bani rahti hai or logo use pasand bhi karte hai isilye aapko bhi aapna blogging me successful hona hai to aapko bhi aapne blogs ko Regular update karte rahna hoga or Regular update rakhne se hamara phayeda hi phayeda hai isse hamara website par automation traffic aana suru ho jayega .
Iske Alaba regular update karte rahne se blogs ki ranking me bhi sudhar hota hai. Jisse Google ye pata chalta hai ki blogs ka malik bhi update hai . Yesa blogs Google ko bahut pasand hota hai or uska har ak post Google par fast page par lane ki kosis bhi karta hai.
#5 content bada likhna matlab traffic ko teji se badhana
Content bada ka matlab traffic badhana . Ye bat me isilye bolta hu kiyo ki bada content sab log likhte hai . Jisse logo ko kuch help mil sake . Isse dono ka phayeda hota hai post yesa likho jo logo samjhne me koyi paresaniya na ho chahe vo post 2000 ki word ka hi na ho par post accha likho or post ke sath image bhi use karo jisse visitor ko samjhne me or khusi mile .
Yah ak sebse important bat hai mere hisab se bada post to sabhi likha karte hai . Par post unique sabhi ka nahi hota hai agar aap unique post aapne blog par dalenge to aapko traffic ki tensan nahi hoga automation aapke website par traffic aana suru ho jayega .
To dost ye tha mera aaj ka top 5 tarike jinse aap aapne blogs par traffic badha sakte hai ummd karta hu ki aapke mera post pasand aaya hoga . Mera is article ko aapne dosto ke sath share kare thanks friend
3 comments:
Write comment