Hello Every one, Agar aapka Aadhar card me aapka mobile number nahi link kiya huya hai . Ya Apane Aadhar card ka Registration karwate time link nahi karwa paye . To ab aap kis tarh se online ya Office aapne mobile number ko aadhar card ke sath link kar sakte hai. Aaj me aapko dono trika bataunga offline ' or online
Mobile Number Aadhar card ke sath link karne ke liye sabse pahle aapko aapne mobile number me ak number dail karna hoga yani aapko ak number par calls karni hogi . |
Aadhaar card me mobile number Link kaise kare ?
offline se agar aap aapna aadhar card se mobile number ke sath link karna chahte ho. To Ye sabse best trick hai aapko kuch nahi karna hoga bas ak call karna padega customer care par .
Step 1: Aapna mobile is number par call kare ? 14546 par
Step 2: call karte hai aako Reverify karna aniwarj hai agar aap ak bharatiy nagrik hai to aap 1 dabaye jise hi aapk 1 dabane bola jayega to yaha pe aapko 1 bada dena hai
Step 3: Ab jo hamari Aadhar card hai usme 12 digit ki number hai usko Enter karne ke bad confirm karne ke liye 1 daba dena hai .
Step 4: Ab aapke us mobile number par ak OTP gaya hoga jis number se aapne customer care par call kiya hoga usko Enter karke 0 baba dena hai .
Ab aapke 48 hours ke andar aapke mobile number aapke Aadhar card ke sath link ho jayega yani ko jo Reverify ki jo process hai vo complete ho jayega . Is call ke bad aapke pass ak message jayega or jab mobile number ke sath Link ho jayega to aapke pass ak or sms aa jayega. Jisme aapko lika milega aapka mobile me link ho chuka hai .
Agar aapko is post kuch bhi tikat hai Mobile me Aadhar card link karne to hume comment me bata sakte me uski help jarur karunga
No comments:
Write comment