Hello friend, aaj ke is Article me aap janege whatsapp payment New features kya hai ? Kaise use kare . Dosto Agar aap Ak whatsapp User hai to ye post Aapko bahut kam aane wala hai ( Good news)
Whatsapp ne Ak Bahut Hi acchi features launch kar diya hai . Jisse aap kisi bhi friend ko whatsapp se paisa ( money send) kar sakte hai
Whatsapp Ne indian user ke liye Ak new features Add kar diya hai . Jisska name whatsapp payment hai . Is features ko Use Kar ke Aap kisi bhi Bank account mai money transfer kar sakte hai . Jaisa ki aap jante hi honge online payment karne wala Apps Internet par Bahut sare mil jayega jisse aap Ghar bathe Aapne mobile se india me kisi bhi bank me paisa bhej sakte hai . Whatsapp ne bhi A Feature Add kar diya hai jisse aap photo, video ke saath saath paisa bhi send kar sakte hai.
Whatsapp payment kya hai ? What this whatsapp payment – in Hindi
Whatsapp ne India me 8 February 2018 jab Note Bandi huya tha tab online transaction karne mai hamlogo ko bahut pareshani hota tha to whatsapp ne Ye features only IOS beta user ko diya tha . Dosto whatsapp payment features Abhi kuch hi user ko mil raha hai . Yah features Abhi sabhi user ke liye Available nahi hai. Lekin bahut hi jald sabhi ko milne wala hai .
Agar aap 24 se 72 hours me ye features lena chahte hai to aapko sabse pahle aapna whatsapp google play store par updates karna hoga . Update ho jane ke bad settings me ja ke Help par click karke ke Info par ja ke aapna whatsapp version Check kare 2.18.48 ya isse jaida ho to ye features aapko bahut jaldi milne wala hai .
Whatsapp payment Upi Features kaam kaise karta hai ?
Friend , jaisa Other UPI paytm , google Tez , phonePe Bhim Upi ki tarh hi whatsapp payment features kaam karega . Or isse aap kisi ko bhi payment send or received kar sakte hai . Isaka bhi Others UPI ki tarh same process hai . Is features ko use karne ke liye aapke pass debit card ya fir net banking hona bahut jarori hai tabhi aap Easily iss payment use kar payenge .
Agar aapne abhi tak Bhim UPI use nahi kiya hai or Bhim upi kya hai agar aapko pata nahi hai to aap tandan lene ki koyi jarurat nahi hai whatsapp payment UPI features kaise use kare mai aapko Puri details ke sath batane wala hi Agal Post me aap sirf www.hindimehelps.com se connect raho. Internet Related puri jankari aapko mil jayega
Whatsapp payment features ko use kaise kare ?
To friend ab jan lete hai iss features ko istemal kaise karte hai . Is features ko use karne ke liye sabse pahle whatsapp ko Update karna hoga ye update only beta user ke liye Available hai. Iske liye aapko beta user me join honga padega . Uske bad beta version me aapne whatsapp update kar le
Whatsapp update karne ke bad settings ki option me jaye yaha aapko Payment ki option dikhayi dega us par click kare . Ab isme aapna Bank account select karna hai .Jis bhi Bank me aapka account hai use select kar le . Chahe aapka kisi bhi bank me hi Bank of India , state Bank of India , icici Bank , Hdfc bank , paytm bank , Airtel bank , Etc bahut se bank ki list mil jayega aap aapna Bank set kar le.
Whatsapp payment se paisa send kaise kare ?
Aap jis friend ko whatsapp se paisa bhejna chahte hai uski inbox me jaye or waha chat me Window ki icon par click kare .Uske bad aapko yaha payment ki option show hogi us par click karke aapne kisi bhi mamber ko paisa send kar sakte hai.
Dosto aaj mene aapko bataya ki whatsapp payment Feature kya hai , or isse kaise use kare . Agar ye post acche lage ho to aapne dosto ke sath share kare. Or kayi problem ho to comment me bata sakte hai.

No comments:
Write comment