Hello friend, Agar App Ak new blogger Hai Or Aapke Blog Adsense approval mil chuka har To ye Post sirf aapke liye hai. Har ak Blogger ko yahi problem hoti hai. Ki unki post Search engine me jaldi se index nahi hoti hai . Or kuch blogger aise bhi hai jinka post fast page par show hoti hai.kya aap jante hai ki ye pareshaani sirph un blogger ko uthana padhti hai jo new blog start karte hai .
Ham sabhi jante hi hai ki google search hamari post ko search me aana kitna jarori hoti hai .Or google ne post jaldi search me laane ke liye 2- se 3 din time lagbhag leta hai . Agr ham kisi bhi post ko jaldi search me lane ko soch rahe ho... To Uska bhi tarika hai hamare pass .
Google search engine post index lene ke liye lagbhag 1 se 2 din tak time lagta hai .Aise me ham aapni post link ko khudh google me submit kar skate hai .. uske bad kuch hi mints me hamare post search me aane lagega. To Agar aap bhi aapne post kuch hi second me lana chahta hai to jankari aapke liye hi
Agr aap kuch second mints me aapna blog post google me lana chahte ho.. to aapko Google search consol
Me bas aapna post ki link sumit karna hai ..
Blog post Google search consol Me kaise sumit kare ?
1.Sabse pahle Google search consol site par login Kare
2.Google search consol Home page par aapki website ka URL show hoga . Jo pahle aapne Google search consol me submit kiya huya hai. Hame Us URL par click karna hai. URL par click karte hi ak new Page Open hoga .
3. Ab aapke samne Crawl >>Fetch as Google option show hoga. Aap sabse pahle crawl par click kre.
4. Ab hame Fetch as google ki option par jana hai
Step : 2
Fetch as Google par click karte hi ak or page open hoga. Jisme aapna blog post ka URL submit karna hai.
1.Ab aapko jis post ko search me jaldi lana chahte hai us Blog post Ka URL Copy karna hai.
(Note) : (hamare blog post ka URL aadha by default likha huya milega.Aadha URL website aa blog ka hota hai aapko sirph Date se le kar pura URL Copy karana hai )
2.Copy karne ke bad Us URL ko dalna hai.
3.Fatch par click karna hai
Ab aapka post successfully submit ho chuka hai .. ab ak or new page open hoga .. isme ‘’Request indexing ,,. Par click karna hoga
Step: 2
Jaise hi aap ‘’ Request indexing ‘’ par click karoge aapke samne ak verify karne ka option milega
1.I am not a reboot click kare
2.Aapko kuch Question pucha gayega usko Answer dena hai
3.Crawl online this par tik karna hai
4.Go ki button par click karna hai
Ab aapko post Puri tarh se google search engine me submit ho chuka hai .. kuch hi mint me aapka post google search me aane lagega .
Dosto aasha karta hu ki ye jaankari aapko pasand aaya hoga. Please dost ye post ko share kare aapne dosto ke saath or whatsapp group me
Or ye jankari aapko samjhne me koyi problem aayi to aap comment me bata sakte hai . Me aapka helps jarur karunga ,
5 comments:
Write comment