Thursday, May 25, 2023

Whatsapp share button blogs website me kaise Add kare >>step by step in hindi

’’How to Add Whatsapp share button.     blog and website ’’ par kaise lagaye iske bare full information is post me batane wala hu. har ak Yah janana chahte ki ham aapne blog me social share button kaise add karete hai. 

Whatsapp share button blogs ya website me  add karne se hamare site ki Traffic badhane me help karta hai. Or  visitor asani se hamari post ko social media par aapne friend ko share karta hai.jisse hamare blog or website ki traffic badhane ki sabse bada sadhan hai .

Whatsapp share button blogs /website me Add kare ? 

Steps : 1

1.Sabse pahle sumo.comWebsite jaye 
2.Create acount par click kar ke acount bana le 

Account banane ke liye aapna website Ka URL uske bad Gmail Account or ak new  password dal kar aapna acount bana lena hai 

Singup pe  click karte hi niche aapko ak Code milega jo aapko copy karke Aapne blog me add karna hai  .



Steps: 2

Code copy karne ke bad aapne blog ya website me whatsapp share button Add kare .

1.Sabse pahle www.blogs.com par ja kar login kare or aapne Dashboard me jaye .
2.Template me jaye or HTML par click kare.
3.Ctrl+F daba kar search box me         {data:post.body) kare 
4.Ab aapne jo code copy kiya tha 
5.Data:post.body ke niche paste kar de 

Code paste karne ke bad save Template kar dijiye ab aap kisi bhi post ko open karke check karke dekhe ki aapka Social share button aapke blog par  kam kar Raha hai kya nahi  agar kam nahi kar raha to aap dusre data: post.body search kare or oha laga kar dekhe kaam karne lagega .

(Note)  blog HTML Code Box 
Blogger site me <data:post. Body >  3 se 5 jagh hoti hai agr 1 jagh pe kaam nahi kar raha hai to aap 2 ,3 jagh pe paste kar ke dekh sakte hai 


Agar fir bhi kahi bhi kaam nahi kar raha hai to aap comment kar ke bata sakte hai mujhe aapki help karne me bahut khusi milti hai or agr whatsapp social  media button kam kar raha hai to comment karke bataye.

5 comments:
Write comment